Gam Shayari

Mujhe To Gham Tha

Mujhe To Gham Tha Us Ke Bichadne Ka Magar,
Woh Hath Malta Raha Umar Bhar Ganwaa Ke Mujhe.
मुझे तो ग़म था उस के बिछड़ने का मगर,
वो भी हाथ मलता रहा उम्र भर गँवा के मुझे।

Shayari Uske Bichhadne Ka Gham

Wohi Ahal-e-Karwaan Hai Wohi Be-Hisi Ka Alam,
Na Kisi Ko Manzil Na Gham-e-Shikasta Pani.
वही अहल-ए-कारवां है वही बे-हिसी का आलम,
न किसी को मंज़िल न ग़म-ए-शिकस्ता पानी।

[ Continue Reading → ]

Gham Mujhse Milane Ko Mila Tha

Woh Ghamon Ko Mujhse Milane Ko Mila Tha,
Mera Yaar Mera Dard Badhanae Ko Mila Tha,
Main Dosh Bhala Kya Usko Du, To Kaise Du,
Woh Zindagi Se Nijaat Dilane Ko Mila Tha.
वो ग़मों को मुझसे मिलने को मिला था,
मेरा यार मेरा दर्द बढ़ाने को मिला था,
मैं दोष भला क्या उसको दूँ, तो कैसे दूँ,
वो ज़िन्दगी से निजात दिलाने को मिला था।

[ Continue Reading → ]

Gam Ka Bojh Sambhalta Nahi

Tumhari Yaad Mein Zara Palaken Bhigo Loon,
Sannaate Bhari Raat Ki Tanhai Mein So Loon,
Ab Gam Ka Bojh Sambhalta Nahin,
Mil Jao Tum Mujhe, Tumse Lipat Kar Ro Loon.
तुम्हारी याद में ज़रा पलकें भिगो लूं,
सन्नाटे भरी रात की तन्हाई में सो लूं,
अब गम का बोझ सम्भलता नहीं,
मिल जाओ तुम मुझे, तुमसे लिपट कर रो लूं।

[ Continue Reading → ]

Shayari Categories