Mujhe To Gham Tha
Mujhe To Gham Tha Us Ke Bichadne Ka Magar,
Woh Hath Malta Raha Umar Bhar Ganwaa Ke Mujhe.
मुझे तो ग़म था उस के बिछड़ने का मगर,
वो भी हाथ मलता रहा उम्र भर गँवा के मुझे।

Wohi Ahal-e-Karwaan Hai Wohi Be-Hisi Ka Alam,
Na Kisi Ko Manzil Na Gham-e-Shikasta Pani.
वही अहल-ए-कारवां है वही बे-हिसी का आलम,
न किसी को मंज़िल न ग़म-ए-शिकस्ता पानी।
Gham Mujhe Dete Ho Auron Kee Khushi Ke Vaaste,
Kyon Bure Bante Ho Tum Nahaq Kisi Ke Vaaste.
ग़म मुझे देते हो औरों की खुशी के वास्ते,
क्यों बुरे बनते हो तुम नाहक किसी के वास्ते।
Humein To Kaatni Hain Sham-e-Gham Mein Zindagi Apni,
Jahan Wo Hain Wahi Ai Chaand Le Jaa Chaandni Apni.
हमें तो काटनी हैं शाम-ए-ग़म में ज़िन्दगी अपनी,
जहाँ वो हैं वहीँ ऐ चाँद ले जा चाँदनी अपनी।