Sharab Shayari

Mausam Bhi Hai Sharab Bhi

Mausam Bhi Hai, Umr Bhi, Sharab Bhi Hai,
Pahloo Mein Woh Rashk-e-Mahtaab Bhi Hai,
Duniya Mein Ab Aur Chahiye Kya MujhKo,
Saqi Bhi Hai Saaz Bhi Hai Sarab Bhi Hai.

मौसम भी है, उम्र भी, शराब भी है,
पहलू में वो रश्के-माहताब भी है,
दुनिया में अब और चाहिए क्या मुझको,
साक़ी भी है, साज़ भी है, शराब भी है।

Aa Gaye Sharabon Tak Shayari

Jaan-e-Jaan Teri Khatir, Aur Kya Karein Aakhir,
Chal Ke Hum Kitaabon Se, Aa Gaye Sharabon Tak.
जान-ए-जान तेरी खातिर, और क्या करें आखिर,
चल के हम किताबों से, आ गए शराबों तक।

Thakan Ehsaas Ki Ab Tod Deti Hai Mujhe Itna,
Main Aksar Din Dhale Sooraj Se Pehle Doob Jata Hoon.
थकन एहसास की अब तोड़ देती है मुझे इतना,
मैं अक्सर दिन ढले सूरज से पहले डूब जाता हूँ।

[ Continue Reading → ]

Kaisi Sharab Laaye Hain

Maine Pee Li Teri Nigahon Se,
Log Kaisi Sharab Laaye Hain.
मैंने पी ली तेरी निगाहों से,
लोग कैसी शराब लाये हैं।

Puchhiye May-Kashon Se Lutf-e-Sharab,
Yeh Mazaa Paak-Baaz Kya Jaane.
पूछिए मय-कशों से लुत्फ़-ए-शराब,
ये मज़ा पाक-बाज़ क्या जानें।

Sharab Gam Kam Kar Deti Hai

Jhooth Kahati Hai Duniya, Sharab Gam Kam Kar Deti Hai,
Maine Dekha Hai Tanha Khud Ko Nashe Mein Rote Hue.
झूठ कहती है दुनिया, शराब गम कम कर देती है,
मैंने देखा है तन्हा खुद को नशे में रोते हुए।

Ham To Is Kadar Badnaam Huye Is Jamaane Mein,
Ki Pani Bhi Peete Hain To Log Sharab Kahate Hain.
हम तो इस कदर बदनाम हुए इस जमाने में,
कि पानी भी पीते हैं तो लोग शराब कहते हैं।

[ Continue Reading → ]

Shayari Categories