Dost Auro Ko Bhi Banaya Hai

Aap Ka Aashiyana Dil Mein Basaya Hai,
Aapki Yaado Ko Seene Se Lagaya Hai,
Pata Nahi Yaad Aapki Hi Kyun Aati Hai,
Dost To Humne Auro Ko Bhi Banaya Hai.
आप का आशियाना दिल में बसाया है,
आपकी यादो को सीने से लगाया है,
पता नहीं याद आपकी ही क्यों आती है,
दोस्त तो हमने औरों को भी बनाया है।

Shiqayat Rehti Hai Unko Har Pal,
Ke Humko Dosti Karni Nahi Aati,
Kuchh Shikwa To Is Dil Ko Bhi Hai,
Par Humein Unse Shiqayat Karni Nahi Aati.
शिकायत रहती है उनको हर पल,
कि हमको दोस्ती करनी नहीं आती,
कुछ शिकवा तो इस दिल को भी है,
पर हमें उनसे शिकायत करनी नहीं आती।

Phoolon Ki Mehek Ko Churaya Nahi Jata,
Suraj Ki Kirnon Ko Chhupaya Nahi Jata,
Kitne Bhi Door Raho Ai Dost Tum,
Aap Jaise Ki Dosti Ko Bhulaya Nahi Jata.
फूलों की महक को चुराया नहीं जाता,
सूरज की किरणों को छुपाया नहीं जाता,
कितने भी दूर रहो ऐ दोस्त तुम,
आप जैसे दोस्त को भुलाया नहीं जाता।

Related Shayari

Shayari Categories