Khushaboo Se Mahek Utha Har Aangan,
Charon Or Faila Hai Ujiyara,
Ummeed Ki Aas Le Kar Aaya Hai
Ye Paawan Tyohaar Dussehra .
खुशबू से महक उठा हर आँगन,
चारों ओर फैला है उजियारा,
उम्मीद की आस ले कर आया है
ये पावन त्योहार दशहरा।
Dussehra Ek Ummeed Jagata Hai,
Burai Ke Ant Ki Yaad Dilata Hai,
Jo Chalta Hai Sach Ki Raah Par,
Wo Jeet Ka Prateek Ban Jata Hai.
दशहरा एक उम्मीद जगाता है,
बुराई के अंत की याद दिलाता है,
जो चलता है सच की राह पर,
वो जीत का प्रतीक बन जाता है।
Khushi Ke Palon Ki Yaaden Hamesha Sath Rahein,
Aaj Ke Baad Aap Kbhi Na Udaas Rahein,
Jeevan Mein Mile Aapko Harpal Khushiyan,
Dua Hai Meri Safalta Aapke Sath Rahe.
Dussehra Ki Hardik Shubh-Kamnayein.
ख़ुशी के पलों की यादें हमेशा साथ रहें,
आज के बाद आप कभी न उदास रहें,
जीवन में मिले आपको हरपल खुशियाँ,
दुआ है मेरी सफलता आपके साथ रहे।
दशहरा की हार्दिक शुभकामनाएं.